Use Kaise Main Bhulaau Ki Lyrics – Abhi Dutt

Singer Abhi Dutt
Music Abhi Dutt
Song Writer Ishaan Khan

Teri Aadat Lyrics

Tu door hua hai jabse
Mann baawra kyun tarse
Raahein agar ye juda thi
Kyun saath tha ek umar se

Teri aadat jo lagi hai
Use kaise main bhulaau
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaau

Tu wajah hai har wajah ki
Be-wajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Be-wajah hua main ab se

Teri tadap mein waqt ka katra
Lagta hai dariya kyun mujhe
Shart bata de ya phir saza de
Hai kya raza bayaan kar mujhe

Kaise judaa ho jaaun
Dekha tujhe hai qurbat se
Raahein agar ye juda thi
Kyun saath tha ek umar se

Teri aadat jo lagi hai
Use kaise main bhulaau
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaau

Tu wajah hai har wajah ki
Be-wajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Be-wajah hua main ab se

Teri aadat jo lagi hai
Use kaise main bhulaau
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaau