Sajna Lyrics – Raj Barman | U-Turn

Sajna Lyrics - Raj Barman | U-Turn

Song Sajna Lyrics sung by Raj Barman from movie U-Turn. Music is given by Jeet Gannguli and Lyrics written by Kumaar. Starring Alaya F, Priyanshu Painyuli & Aashim Gulati

Singer Raj Barman
Music Jeet Gannguli
Song Writer Kumaar

Sajna Lyrics

Ishq Hai Kitna Ki Samjhawan
Tere Bina Nai Jee Sakda
Duniya Jisko Rab Kehti Hai
Ankhiyon Mein Teri Hai Dikhta

Sajna Sajna, Sajna Sajna

Ek Pal Ho Ya Do Pal Saansein
Saath Tere Ab Hai Rehna
Sabse Apna Haal Chhupa Ke
Ek Tujhe Bas Hai Kehna

Dil Nazron Mein Baith Ke Har Din
Mukhda Tera Yeh Hai Takda
Duniya Jisko Rab Kehti Hai
Ankhiyon Mein Teri Hai Dikhta

Sajna Sajna, Sajna, Sajna