Sabhi Ko Khuda Ki Khudai Lyrics – Dilbar

Singer Kumar Sanu, Alka Yagnik
Music Laxmikant-Pyarelal
Song Writer Anand Bakshi

Sabhi Ko Khuda Ki Khudai Lyrics

Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Zamane ki is bewfayi ne mara
Zamane ki is bewfayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Teri yaad aayi
Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki is duhayi ne mara
Tere naam ki is duhayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Zamane ki is behayai ne mara
Zamane ki is behayai ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara.