Rang Dariya Lyrics – Yasser Desai

Bollywood song Rang Dariya Lyrics sung by Yasser Desai. Music is given by Gourov Dasgupta and Lyrics written by Farhan Memon.

Singer Yasser Desai
Music Gourov Dasgupta
Song Writer Farhan Memon

Rang Dariya Lyrics

Yaara Mujhse Tu Aise Aa Mila
Jaise Kafir Ko Milta Hai Khuda
Karu Lakh Baari Tera Shukriya
Bin Mange Tu Itna De Diya

Mera Safeena O Paar Laga De
Ya Tu Mita De
Ya Tu Bana De Koyi Zariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaun Rangeya
Main Bandeya Jaun Rangeya
Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Koyi Bandhe Mannate
Koyi Mange Jannate
Main To Nacheez Teri
Chah Ka Sawali Hoon

Likh Ke Teri Chahatein
Kar De Dastkhat Tere
Muddaton Se Jo Padha
Koyi Khat Main Khali Hoon

Chalein Saari Raahein Hum Sang Mein
Tere Hi Rang Mein
Rang De Tu Kori Ye Chadariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Chehron Ki Bheed Mein
Tu Pasand Aa Gaya
Meri Nazar Mein Teri
Tasveer Rahti Hain

Hua Main Ameer Paake
Teri Dildariya
Sun Yeh Meri Khwabon Ki
Tagir Kehti Hain

Hona Kabhi Tu Mujhse Judaa
Na Chahe Khudaya
Chahe Khafa Ho Saari Duniya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaun Rangeya
Main Bandeya Jaun Rangeya
Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya

Oh Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya