Mujhe Pyaar Karo Lyrics – Sonu Nigam & Alka yagnik

Bollywood song Mujhe Pyaar Karo picturized on Abhishek Bachchan & Kirti Reddy, sung by Sonu Nigam & Alka Yagnik from the movie Tera Jadoo Chal Gaya.

Singer Sonu Nigam & Alka yagnik
Music Ismail Darbar
Song Writer Sameer

Mujhe Pyaar Karo Lyrics

Pyaar pyaar pyaar ye pyaar
Maine to kaha sau baar sanam
Tum bhi to kabhi izahaar karo
Maine to kaha sau baar sanam
Tum bhi to kabhi izahaar karo

Jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi
Mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo
Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

Ik dard sa dil me rehta hai
Ik baar ye haalat hoti hai
Maine to suna hai duniya me
Ik baar muhabbat hoti hai

Ik dard sa dil me rehta hai
Ik baar ye haalat hoti hai
Maine to suna hai duniya me
Ik baar muhabbat hoti hai

Maine to tumhe apna maana
Tum bhi to kabhi ikraar karo

Jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi
Mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo
Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

Bechain kiya tune mujhko
Din raat mai aahe bharati hu
Kisi aur ki na chaahat mujhko
Dilabar mai tujhpe marti hu

Bechain kiya tune mujhko
Din raat mai aahe bharati hu
Kisi aur ki na chaahat mujhko
Dilabar mai tujhpe marti hu

Maine to haami bhar li hai
Tum chaaho to inkaar karo

Jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi
Mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo
Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo
Pyaar pyaar pyaar ye pyaar