MANN JOGIYA LYRICS – Yasser Desai

MANN JOGIYA LYRICS - Yasser Desai

Hindi song MANN JOGIYA LYRICS sung by Yasser Desai, Music is given by Harish Sagane and Lyrics written by Shakeel Azmi. Featuring Neil Bhatt & Aishwarya Sharma Bhatt.

SingerYasser Desai
MusicHarish Sagane
Song WriterShakeel Azmi

MANN JOGIYA Lyrics

Man jogiya huva, jogiya huva re
Rang laga mujhko yaar geruaa
Ek chehre me basa ye jahan hai sara
Mera eshq mera pyar geruaa

Mere dil ka dil nashi wo hai
Meri jaan ka jaanasheen wo hai
Mere mai ka hamnsheen wo hai
Mere mai ka hamnasheen wo

Wo naam wo kahani
Hai yaad muh zubani
Wo mera yaar ae jaani
Jaani maula

Mai aag hu wo paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Wo naam wo kahani
Hai yaad muh zubani
Wo mera yaar ae jaani
Jaani maula

Mai aag hu wo paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Dariya dariya uski lahere
Aur sahil sa hu main
Mai hawa hu wo hai khushbhu
Usme shamil sa hu mai

Dariya dariya uski lahere
Aur sahil sa hu main
Mai hawa hu wo hai khushbhu
Usme shamil sa hu mai

Mai usme sham ke surajon sa utra
Wo chamke dhar dhar geruva
Ek chehre me basa ye jahan hai sara
Mera eshq mera pyar geruaa

Mere dil ka dil nashi wo hai
Meri jaan ka jaanasheen wo hai
Mere mai ka hamnsheen wo hai
Mere mai ka hamnasheen wo

Wo naam wo kahani
Hai yaad muh zubani
Wo mera yaar ae jaani
Jaani maula

Mai aag hu wo paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Wo naam wo kahani
Hai yaad muh zubani
Wo mera yaar ae jaani
Jaani maula

Mai aag hu wo paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Baadalo se chan ke aya
Chandni sa wo badan
Mai andhere ka makaan tha
Roshni ki wo kiran

Phir zarra zarra mai nur me dhala re
Mujhe ho gaya deedar geruva
Ek chehre me basa ye jahan hai sara
Mera ishq mera pyar geruaa

Mere dil ka dil nashi wo hai
Meri jaan ka jaanasheen wo hai
Mere mai ka hamnsheen wo hai
Mere mai ka hamnasheen wo

Wo naam wo kahani
Hai yaad muh zubani
Wo mera yaar ae jaani
Jaani maula

Mai aag hu wo paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Wo naam wo kahani
Hai yaad muh zubani
Wo mera yaar ae jaani
Jaani maula

Mai aag hu wo paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula