Hindi song Main Tumko Shish Navata Hoon Lyrics sung by Jubin Nautiyal and Music is given by Payal Dev. This the Theme song of BJP For the Uttarakhand Election.
Singer | Jubin Nautiyal |
Music | Payal Dev |
Song Writer | Jubin Nautiyal |
Main Tumko Shish Navata Hoon Lyrics
Jahan pavan bahe sankalp liye
Jahan parvat garv sikhatein hain
Jahan unche neeche sab raste
Bas bhakti ke sur mein gaate hain
Jahan pavan bahe sankalp liye
Jahan parvat garv sikhatein hain
Jahan pavan bahe sankalp liye
Jahan parvat garv sikhatein hain
Jahan unche neeche sab raste
Bhakti ke sur mein gaate hain
Uss devbhoomi ke dhyan se
Main dhany dhany ho jata hoon
Uss devbhoomi ke dhyan se
Main dhanye dhanye ho jata hoon
Hai bhagy mera saubhagy mera
Main Tumko Shish Navata Hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Aur dhanye dhanye ho jata hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Aur dhanye dhanye ho jata hoon
Ho jaata hoon ho jaata hoon
Mandve ki roti aur hudke ki thaap
Har ek mann karta Shivji ka jaap
Rishi muniyon ki hai yeh tapobhoomi
Itne veeron ki yeh janmbhoomi
Tum aanchal ho bharat ka
Jeevan ki dhoop mein chhanv tum
Tum aanchal ho bharat ka
Jeevan ki dhoop mein chhanv tum
Bas chhune se tar jaye
Sabse pavitr woh paanv ho tum
Bas liye samarpan tann mann se
Main devbhoomi mein aata hoon
Hai bhagye mera saubhaye mera
Main Tumko Shish Navata Hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Aur dhanye dhanye ho jata hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Aur dhanye dhanye ho jata hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Aur dhanye dhanye ho jata hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Aur dhanye dhanye ho jata hoon
Ho jata hoon ho jata hoon
Hai bhagye mera saubhagye mera
Main Tumko Shish Navata Hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon
Main Tumko Shish Navata Hoon Hindi Lyrics
जहाँ पवन बहे संकल्प लिए
जहाँ पर्वत गर्व सीखातें हैं
जहाँ पवन बहे संकल्प लिए
जहाँ पर्वत गर्व सीखातें हैं
जहाँ ऊँचे नीचे सब रस्ते
बस भक्ति के सुर में गाते हैं
उस देव भूमि के ध्यान से मै
धन्य धन्य हो जाता हूँ
उस देव भूमि के ध्यान से मै
धन्य धन्य हो जाता हूँ
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा,
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मांडवे की रोटी और हुड़के की थाप
हर एक मन करता शिवजी का जाप
ऋषि मुनियों की है ये तपोभूमी
इतने दिलों की ये जन्मभूमी
तुम आँचल हो भारत का
जीवन की धूप में छाँव हो तुम
तुम आँचल हो भारत का
जीवन की धूप में छाँव हो तुम
बस छूने से तर जाए
सबसे पवित्र वो पाँव हो तुम
बस लिए समर्पण तन मन से मै
देव भूमी में आता हूँ
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा,
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ