Main Bhi Barbaad Lyrics – Yasser Desai

Hindi song Main Bhi Barbaad Lyrics sung by Yasser Desai, Starring Hina Khan and Angad Bedi. Music is given by Gourov Dasgupta and Lyrics written by Kunwar Juneja.

Singer Yasser Desai
Music Gourov Dasgupta
Song Writer Kunwar Juneja

Main Bhi Barbaad Lyrics

Pyar to kiya par
Nibhaya nahin
Mujhe pyaar karna
Tujhse aaya nahin

Zakhm diye jo maine tujhe
Yaad hain

Main bhi barbaad hun
Tu bhi barbaad hai
Khali khali baadlon si meri
Faryaad hai

Main bhi barbaad hun
Tu bhi barbaad hai
Main bhi barbaad hun
Tu bhi barbaad hai

Khali khali baadlon si meri
Faryaad hai

Tere bin ji na paunga main
Mujh ko ye tha yakeen
Tujh se hi meri hasi
Bin tere kuchh nahin

Dil todnan kittna aasaan hai
Dil jodnan kisinen
Seekhaya nahin

Zakhm diye jo maine tujhe
Yaad hain

Main bhi barbaad hun
Tu bhi barbaad hai
Main bhi barbaad hun
Tu bhi barbaad hai
Main bhi barbaad hun
Tu bhi barbaad hai

Khali khali baadlon si meri
Faryaad hai
Khali khali baadlon si meri
Faryaad hai