Dard Tere Lyrics – Ishaan Khan and Shambhavi

Punjabi song Dard Tere sung by Ishaan Khan and Shambhavi, featuring Siddharth Nigam and Rits Badiani. Music is given by Uddipan Sharma and Lyrics written by Rashmi Virag.

Singer Ishaan Khan and Shambhavi
Music Uddipan Sharma
Song Writer Rashmi Virag

Dard Tere Lyrics

Khali haath lauta
Dar se tere phir se main
Yaqeen ho gaya hai
Jee sakunga ab na main

Oh dard tere saath mere
Todenge dum yeh lag raha hai

Khwab tha ya haqikat tha
Jaane tu kya tha mera
Jisme tu kabhi rehta tha
Toota woh dil hai mera

Khwab tha ya haqikat tha
Jaane tu kya tha mera
Jisme tu kabhi rehta tha
Toota woh dil hai mera

Oh dard tere saath mere
Todenge dum yeh lag raha hai

Khwab tha ya haqikat tha
Jaane tu kya tha mera
Jisme tu kabhi rehta tha
Toota woh dil hai mera

Khwab tha ya haqikat tha
Jaane tu kya tha mera
Jisme tu kabhi rehta tha
Toota woh dil hai mera

Aaya tha tu milne mujhe
Maine dekha bhi tha tujhe
Yeh kadam phir ruk se gaye
Aansuon ko hum pee gaye

Tere kabil nahi hoon
Tu sahi main galat hoon
Ho sake toh kar dena
Tu phir se mujhe maaf

Karz tere saath mere
Rehenge har dum lag raha hai

Jisko tha kabhi apna kaha
Dil woh nahi tha mera
Ab toh bas tanha rehke
Khud ko main doongi saza

Oh dard tere saath mere
Todenge dum yeh lag raha hai

Khwab tha ya haqikat tha
Jaane tu kya tha mera
Jisme tu kabhi rehta tha
Toota woh dil hai mera