Yaad Na Aana Lyrics – Yash Narvekar & AKASA

Hindi song Yaad Na Aana Lyrics sung by Yash Narvekar & AKASA, Music and Lyrics is also given by Yash Narvekar.

Singer Yash Narvekar & AKASA

Yaad Na Aana Lyrics

Tere Bina Kabhi
Shamein Bhi Ho Meri
Yeh Socha Na Tha

Tanhai Se Meri
Yun Hogi Dosti
Yeh Socha Na Tha

Ke Aise Hi Zindagi
Katt Jaane De Tu Meri
Na Mile Na Sahi

Tujhse Doori Meri
Lagti Hai Mujhko Sahi
Baat Yeh Maanle Tu Meri

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana Woh Ooh

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana Woh Ooh

Yaad Na Aana Aana Aana
Yaad Na Aana Aana Aana

Tum Bhi Kabhi Toh
Kuchh Der Hi Par
Yaad Karke Mujhko
Sochte Zaroor Hoge

Darmiyaan Humare
Galtiyan Thi Kitni
Ginte Ginte Raatein
Kaat Te Jaroor Hoge

Jaane Do Jo Hua
Mil Jayega Phir Koyi
Yun Guzar Jayegi Zindagi

Tujhse Doori Meri
Lagti Hai Mujhko Sahi
Baat Ab Yeh Maan Le Tu Meri

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana (Woh Ooh)

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana (Woh Ooh)

Yaad Na Aana Aana Aana
Yaad Na Aana Aana Aana