Saiyan Ji Ki Jeb Se Mile Hain Sau Rupaiya Lyrics – Janhit Mein Jaari

Chali Chali Main Bazaar Karne Lyrics – Janhit Mein Jaari

Bollywood song Saiyan Ji Ki Jeb Se Mile Hain Sau Rupaiya Lyrics song of Janhit Mein Jaari movie starring Nushrratt Bharuccha and Anud Singh is out now. The peppy love song is sung by Asees Kaur & composed by Sadhu S. Tiwari.

Singer Asees Kaur
Music Sadhu S. Tiwari
Song Writer Niket Pandey & Sadhu S. Tiwari

Chali Re Bazaar Lyrics

Saiyan ji ki jeb se mile hain sau rupaiya
Haat lun khareed sara kharchun mein daiya
Chali chali re bazaar karane
Chali chali main bazaar karane

Saiyan ji ki jeb se mile hain sau rupaiya
Haat lun khareed sara kharchun mein daiya
Chali chali re bazaar karane
Chali chali main bazaar karane

Saasu ko paayal jithaniya kho bichhiya
Pyaari nanadiya ko leke aaun bindiya
Debaraa ko sang leke jaaun main gujariya
Haat lun khareed sara kharchun main daiya
Chali chali re bazaar karane
Chali chali main bazaar karane

Gharho girahasti ki bhaari gathariya
Munh phaade sursa sa menhgai daiya
Laagi na jaane kiski kaali nazariya
Naiya majdhar Siya Ram hain khiwaiya
Kaise jaun main bazaar karne
Kaise jaun main bazaar karne

Bijali ka bill dun ya dun main kiraya
Leke takada pansaari ghar aya
Aankhon ki ataari se jee ne nindiya utaari
Kiski huyi hai jaane kitani udhaari
Chali chali main hisaab karne
Vhali chali main hisaab karne