Ro Dengi Teri Aankhein Lyrics – Jubin Nautiyal

O Aasman Wale Lyrics - Jubin Nautiyal

Hindi song Ro Dengi Teri Aankhein Lyrics sung by Jubin Nautiyal, Featuring Neha Khan. Music is given by Rochak Kohli and Lyrics written by Manoj Muntashir.

Singer Jubin Nautiyal
Music Rochak Kohli
Song Writer Manoj Muntashir

O Aasman Wale Lyrics

Ranjhon se unki heerein
Bichhdengi kitni baar
Aye kaash abb kisi ko
Ho na kisi se pyar

Duniya banane wale
Toone yeh kyaa kiya
Jo dil diyaa tha toone
To phir dard kyun diya

Aansu ki tarah ek din
Aansu ki tarah ek din

Tu aankhon se ghuzar ke dekh
O aasman waale
Zameen par utar ke dekh
O aasman waale
Zameen par utar ke dekh

Hoti hai kya judaayi
Yeh tu bhi bichhad ke dekh

O aasman waale
Zameen par utar ke dekh
O aasman wale
Zameen par utar ke dekh

Tere mere darmiyaan hain

O khudaya fark kitna
Tujhe kya pata ki yaadein
Deti hain dard kitna
Seene pe kabb tadap ke
Rakha hai haath toone
Meri tarah kabb ghuzari
Ro ro ke raat toone

Mere dil ke jaise ek din
Mere dil ke jaise ek din
Tukdon mein bikhar ke dekh

O aasman wale
Zameen par utar ke dekh
O aasman wale
Zameen par utar ke dekh

Toote kitne taare
Chhoote kitne log
Kitno ke leke dooba
Yeh ishqq waala rog

Kitne hi saaye toone
Jismon se kiye door
Kitne dilon ke sheeshe
Toone kiye hain choor

Ro dengi teri aankhein
Ro dengi teri aankhein
Ginti tu karke dekh

O aasman waale
Zameen par utar ke dekh
O aasman waale
Zameen par utar ke dekh

Hoti hai kya judayi
Yeh tu bhi bichhad ke dekh

O aasman waale
Zameen par utar ke dekh
O aasman wale
Zameen par utar ke dekh

O aasman waale
Zameen par utar ke dekh