Pyaar Toh Tumse Karta Hai Lyrics – Mamta Sharma

Singer Mamta Sharma
Music Badash
Song Writer Badash

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics

Rab russeya te gam nahiyon karna
Russ na jaavi yaar mera
Jag chhuteya te gam nahiyon karna
Chhut na jaavi yaar mera

Jaise zaroori rab di ibadat
Waise zaroori yaar mera
Waise zaroori yaar mera

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyaar toh tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyaar toh tumse karta hai

Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai
Oh mere saajan, oh mere saajan
Saajan saajan, mere saajan

Naam hai teri par tera hum
Likhkar chuma karte hai
Lat hai lagi iss dil ko teri
Tere ishq mein jhooma karte hai

Chahun yahin bas har pal hardum
Kardi rehvan deedar tera

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyaar toh tumse karta hai
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai

Oh mere saajan, oh mere saajan
Saajan saajan, mere saajan

Kaise batayein kaise jatayein
Ke tujhko hum kitna chahein
Bol na paayein likh bhi na paayein
Dil apna tujhe kaise dikhayein

Yaad tujhe karte hai bas hum
Aur nahi kuch yaad raha

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyaar toh tumse karta hai
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai

Oh mere saajan, oh mere saajan
Saajan saajan, saajan saajan
Saajan saajan, mere saajan
Oh mere saajan, oh mere saajan