Bachpan Ka Pyaar Lyrics – Sahdev Dirdo ft. Badshah

Hindi song Bachpan Ka Pyaar Lyrics sung by Sahdev Dirdo ft. Badshah. Music is given by Mayur Nadiya and Lyrics written by P.P.Bariya.

Singer Sahdev Dirdo ft. Badshah
Music Mayur Nadiya
Song Writer P.P.Bariya

Bachpan Ka Pyaar Lyrics

Jaane meri jaaneman
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re

Jaane meri jaaneman
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re

I gave my love to you
Bos you are one of a kind girl
Always on my mind girl
I don’t know what to do

Haan chehre se tere, jaane na du hassi
Aur Aankhen se teri aansoo naa aane du
Mujhko bata mere bina tu kya karegi
Kiski bahon main jaake aanhen tu bharegi
Mujhko fikar nahi yeh duniay kya kahegi
Tu hi thi, tu hi hai, tu hi rahegi

Jaane meri jaaneman
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re

Tere aashiq ke dil se koi dil sacha nahi
Humain for granted lena bilkul bhi acha nahi
Galti se bhi kho baitha tujhko to mar jaunga
Pyar mera bachon wala hai par main bacha nahi

Ek ek vaada jo kia main wo nibhaungi
Chod ke tujhko kabhi kahin nahi jaungi
Tu soch bhi nahi sakta jo main wo kar jaungi
Door huyi tujhse to main bhi mar jaungi

Jaane meri jaaneman
Bachpan ka pyaar mera
Door huyi tujhse to
Main bhi mar jaungi

Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar mera
Bhul nahi jaana re

Jaane meri jaaneman
Bachpan ka pyaar mera
Bhul nahi jaana re

Sachha mera pyar hai
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar mera
Bhul nahi jaana re