Singer | Jubin Nautiyal |
Music | Rochak Kohli |
Song Writer | A M Turaz |
Khushi Jab Bhi Teri Lyrics
Saari galiyan teri
Jagmaga doonga main
Har subah teri khud ko
Bana doonga main
Saari galiyan teri
Jagmaga doonga main
Har subah teri khud ko
Bana doonga main
Tu chalegi jo ghar se
Nikal ke kahin
To raste mein khud ko
Bichha doonga main
Khuda jaane mujhmein
Tu kya dekhti hai
Main tujhmein khuda ka
Karam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Ho khushi jab bhi teri
Main kam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Main kam dekhta hoon
To phir main kahan
Apne gamm dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Main kam dekhta hoon
To phir main kahan
Apne gamm dekhta hoon
Kayi roz tak
Paani peeta nahi phir
Haan kayi roz tak
Paani peeta nahi phir
Main jab teri aakhon ko
Namm dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Ho tu dekhe na dekhe
Humein gamm nahi
Magar tujhko dekhe
Bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe
Humein gamm nahi
Magar tujhko dekhe
Bina hum nahi
Khayalon mein har pal
Hi rehta hai tu
Yeh rehne ko zinda
Humein kam nahi
Tere sath ke ek
Lamhe mein bhi main
Tere sath ke sau
Janam dekhta hoon
Khushi jab bhi
Tujhko kiya yaad
Duniya bhulai hai
Seene mein aisi
Lagan ik lagai hai
Teri tanhayi meri
Jaan pe ban aayi hai
Milne ki maagun dua
Milne ki maagun dua
Nazar bhar ke jab
Dekhta hoon tujhe main
To zakhmon pe dil ke
Marham dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Main kam dekhta hoon
To phir main kahan
Apne gamm dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Main kam dekhta hoon
To phir main kahan
Apne gamm dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri